Bollywood Shayari, बॉलीवुड शायरी, Bollywood Shayari photo, Bollywood Shayari image, Bollywood Shayari pic, Bollywood Shayari sms, Bollywood Shayari hindi, Latest Bollywood Shayari, Bollywood Shayari in hindi

naseeb acche naa hun to khubsurat ka kiya faida
dilon ke sahensa faqeer huaa krte hai
नसीब अच्छे न हूँ तो खूबसूरती का किया फ़ायदा
दिलों के सहेन्सा अक्सर फकीर हुआ करते हैं
ता उम्र बस एक सबक याद रखिये
रिश्ते और इबादत में नियत साफ़ रखिये

laga kar aag seene mein chale ho kaha tum
abhi to raakh udne do tamasha aur bhi hoga
लगा कर आग सीने में चले हो कहा तुम
अभी तो राख उडने दो तमाशा और भी होगा
khud ko masruf samjhte ho zra ek baat bhi sun lo
jis din hum huwe masruf tumhe sikwa bahut hoga

खुद को मसरूफ समझते हो जरा एक बात भी सुन लो
जिस दिन हम हुए मसरूफ तुम्हें सिकवा बहुत होगा
gajab chaya sitam toota qayamat ho gayi yahan
faqat itna hi pucha tha ke tum ko piyaar hai kiya hum se
गजब छाया सितम टूटा क़यामत हो गयी यहाँ
फ़क़त इनता ही पूछा था की तुम को प्यार है किया हम से

achanak saamne dek kar kahi saans na rukh jaye
meri aankhon se pane haath hatao aaishta aaishta
अचानक सामने देक कर कही सांस ना रुख जाये
मेरी आँखों से अपने हाथ हटाओ जरा आइश्ता आइश्ता
haqikat mein dard wo hai jo dusro ke dard dekh kar mile
warna apna dard to jaanwar ko bhi mahsoos hota hai
हकीकत में दर्द वो है जो दूसरों के दर्द देख कर मिले
वरना अपना दर्द तो जानवर को भी महेसूस होता है
tanhai mein jo chumta mere naam ke huruf
mahrfil mein wo shaks meri taraf dekhta bhi nahi
तन्हाई में जो चूमता है मेरे नाम के हुरूफ़
महेफिल में वो सख्स मेरी तरफ देखता भी नहीं
mujhe se ab aur tamasha nahi ho sakta
le ja ye dikhawe ki mohabbat aur hansi
मुझे से अब और तमाशा नहीं हो सकता
ले जा ये दिखावे की मुहब्बत और हसी
hum ne kaha agar tum bhul jao to kamaal ho jaye
hum ne to sirf lafaz kaha aur usne to kamaal kar diya
हम ने कहा अगर भूल जाओ हमें तो कमाल हा जाये
हम ने तो सिर्फ लफ्ज़ कहा और उसने तो कमाल कर दिया
dhoop mein niklo ghatao mein naha kar dekho
zindagi kiya hai kitabo ko hata kar dekho
धुप में निकलो घटाओ में नाहा कर देखो
ज़िन्दगी किया है किताबों को हटा कर देखो
ek taraf yaron ka piyaar tha ke khul aankhen
ek taraf maut kahe rahi thi ab tujhe suna hoga
एक तरफ यारों का प्यार था के खुल आँखें
एक तरफ मौत कहे रही थी अब तुझे सुना होगा
mein aakhir koun sa mausam tumhare naam kar dun
yahan har ek mausam ko gujar jane ki jaldi hai
मैं आखीर कौन सा मौसम तुम्हारे नाम कर दू
यहाँ हर एक मौसम को गुजर जाने कि जल्दी है