Flirt Shayari, Flirt Shayari photo, Flirt Shayari image, Flirt Shayari pic, Flirt Shayari hindi, Flirt Shayari sms, Flirt Shayari Wallpeper, Flirt Shayari in hindi

meri jaat ek aisa phool huwi jis se khusbu ro sab ne chahi
magar paani dene ka khayal kisi ko na aaya
मेरी जात एक ऐसा फूल हुई जिससे खुशबु तो सब ने चाहा
मगर पानी देने का ख्याल किसी को ना आया

muhabbat ki ginti do se shuru hoti hai
aur do par khatam hoti hai
agar ek kam hu jaye to pao ke niche se zameen nikal jati hai
aur ek se zyada ho jaye to
dil se yaqeen nikal jata hai
मुहब्बत की गिनती दो से शुरू होती है
और दो पर ख़तम होती है
अगर एक कम हो जाये तो पाओ के नीचे से ज़मीन निकल जाती है
और अगर एक ज्यादा हो जाये तो
दिल से यकीन निकल जाता है

naram dil log bewaquf nah hote
wo jante hai ke log in ke saath kiya khel
khel rahe hai lekin phir bhi wo najar andaaz karte hai
kyun ke in ke pass ek khubsurat dil hota hai
नरम सिल लोग बेवकूफ नहीं होते
वो जानते है के लोग इन के साथ क्या खेल
खेल रहे है लेकिन फिर भी वो नजर अंदाज़ करते है
क्यूँ के इन के पास एक खुबसूरत दिल होता है
bahut si baatein aysi hoti hai k in ke jawab mein hum sirf
thik hai ke elaawa kuch nahi kahe sakte
haala ke wo kisi bhi tarah se thik naho hote
बहुत सी बातें ऐसी होती है के इन के जवाब में हम सिर्फ
ठीक है के इलावा कुछ नहीं कहे सकते
हाला के वो किसी भी तरह से ठीक नहीं होते
हकीकत में फ़ायदा वही लोग उठायेंगे
जो दुनिया में ही ज़ाग गए है
क्यूँ के क़यामत के दिन सभी की आँखें खुल जाएगी
sabr ek aysi sawari hai jo apne sawaar ko
kabhi girne nahi deti
na kisi ke kadmo mein
aur na hi kisi ki najro mein
सब्र एक ऐसी सवारी है जो अपने सवार को
कभी गिरने नहीं देती
ना किसी के कदमों में
और ना ही किसी की नजरों में
kisi insaan ki khubi dekho to ise bayaa kro
lekin agar khaami mil jaye to wahan
tumhari khubi ka imtehaan hai
किसी इंसान की खूबी देखो तो इसे बयाँ करो
लेकिन अगर खामी मिल जाये तो वहां
तुम्हारी खूबी का इम्तेहान है
aayina jab bh uthaya kro phele dekha kro
phir dikhay kro
आईना जब उठाया करो पहले देखा करो
फिर दिखाया करो
kuch log itna accha sabak seekha dete hai
ke phir saari zindagi kisi aur se kuch
seekhine ki talab mahesoos hi nahi hoti
कुछ लोग इतना अच्छा सबक सीखा देते है
के फिर सारी ज़िन्दगी किसी और से कुछ
सीखिने की तलब महेसूस ही नहीं होती
hakihat mein faida wahi log uthayenge
jo duniya mein hi jaag gaye hai
kyun ke qayamat ke din sabhi ki aankhen khul jayegi