Ghalib Shayari, ग़ालिब शायरी, Ghalib Shayari photo, Ghalib Shayari image, Ghalib Shayari hindi, Ghalib Shayari pic, Ghalib Shayari sms, Ghalib Shayari in hindi, Ghalib Shayari Quotes, Ghalib Shayari Latest, New Ghalib Shayari

ek khubsurat dil hazaar khubsurat chahron se behtar hai is liye
zindagi mein hamesha ayse logo ko shamil karo
jin ke dil un ke chahron se zyada khubsurat aur saaf ho
एक खुबसूरत दिल हजार खुबसूरत चाहेरों से बहतर है इसलिए
ज़िन्दगी में हमेशा ऐसे लोगो को शामिल करो
किन के दिल उन के चाहेरों से जयादा खुबसूरत और साफ़ हो
aaj puche na koi sabr ke maani hum se Galib
aaj hum aakhiri manzil pe khade hai saheb
आज पूछे न कोई सब्र के मानी हम से
आज हम आखरी मंजिल पे खड़े है साहेब
ek ye khwaish k koi zakam na dekhe dil ka
ek ye hasrat hai k koi dekhne wala hota
एक खुवासिश के कोई ज़काम ना देखे दिल का
एक ये हसरत है के कोई देखने वाला होता

arsh wale se raabta mazboot hu to
to farsh wale bhi kuch nahi bigaad satke
अर्श वाले से राबता मज़बूत हु तो
तो फाश वाले भी कुछ नहीं बिगाढ़ सकते
accha sochiye aur accha boliye kyun ke badgumani
aur bad jabaani do aise aeyeb hai jo insaan ke
har kamaal ko jawal main badal sakta hai
अच्छा सोचिए और अच्छा बोलिए क्यूँ के बदगुमानी और बद जबानी
दो ऐसे एयेब है जो इंसान के हर कमाल को जवाल में बदल सकते है
wo bahcpan ki neend to ab khuwaab ho gayi
kiya umar thi ke raat huwi aur so gaye
वो बचपन की नींद तो अब खुवाब हो गई
किया उमर थी रात हुई और सो गए

har aadmi apna darakht alag alag ugaana chahta hai
yahi wajha hai ke insaniyat ka baag taiyaar nahi hota
हर आदमी अपना अपना दरख़्त अलग अलग उगाना चाहता है
यही वजह है के इंसानियत का बाग़ तैयार नहीं होता
milna hai to aa jeet le maidaan mein mujh ko
hum pane kabile se bagahwat nahi karte
मिलना है तो आ जीत ले मैदान में मुझ को
हम अपने काबिले से बगावत नहीं करते

lafz insaan ke gulaam hote hai
magar sirf bolne se pahle tak
bolne ke baad insaan apne alfaaz ka gulaam ban jata hai
लफ्ज़ इंसान के गुलाम होते है मगर सिर्फ बोलने से पहले तक
बोलने के बाद इंसान अपने अलफ़ाज़ का गुलाम बन जाता है
hairat se tak raha hai jahan wafa mujhe
tumne bana diya hai mohabbat mein kiya kiya mujhe
हैरत से तक रहा है जहाँ वफ़ा मुझे
तुमने बना दिया है मोहब्बत में किया किया मुझे

dusro par kichad uchalne se pahle itna yaad rakhen
ke aap bhi insaan hai galtiyon se paak aap bhi nahi
दूसरों पर कीचड़ उछालने से पहले इतना याद रखें
के आप भी इंसान है और गलतियों से पाक आप भी नहीं
hum se bhi poch lo akbhi haal chaal dil e janab
kabhi hum bhi kah sake ki duaa hai aap ki
हम से भी पूछ लो कभी हाल चाल दिल ए जनाब
कभी हम भी कह सके की दुआ है आप की
hum raat k pichle pair gaye masjid mein use mangne
magar wo to pahle hi sajhde mein tha kisi aur ke liye
हम रात के पिछले पैर गए मस्जिद में उसे मागने
मगर वो तो पहले ही सजदे में थे था किसी और के लिए
Bas Ki Dushwaar Hai Har Kaam Ka Assan Hona,
Aadmi Ko Bhi Mayassar Nahin Insaan Hona

की हमसे वफ़ा तो गैर उसको जफा कहते हैं
होती आई है की अच्छी को बुरी कहते हैं
Aaina Dekh Apna Sa Munh Le Ke Reh Gaye
Sahab Ko Dil Na Dene Pe Kitna Guroor Tha
कहते तो हो यूँ कहते, यूँ कहते जो यार आता
सब कहने की बात है कुछ भी नहीं कहा जाता
samjh mein nahi aata yakeen kis par kiya jaye
gala bhai bhi dusman se mil kar kaat leta hai
bulandi par pahuchne ki duaa kis k liye mango
jise sir par baitahta hun wahi sir kaat leta hai
आशिकी सब्र तलब और तमन्ना बेताब
दिल का क्या रंग करूँ खून-ए-जिगर होने तक
ab safar zindagi ka khatm hi huaa samjho
us ki baaton se judai ki mahek aane lagi hai
un logo ke saath to gujara ho sakta hai
jin ki tabiyat kharab hu
unke saath nahi gujara ja sakta jin ki fitrat kharab hu
उन लोगो के साथ गुजरा हो सकता है जिन की तबियत ख़राब हो
उनके साथ नहीं गुजरा जा सकता जिन की फितरत ख़राब हो

waqt aur samjh dono ek saath kush kismat logo ko hi milte hai
Q ke aksar waqt pe samjh nahi aata aur samjh aane tak waqt nhi bachta
वक़्त और समझ एक दोनों एक साथ कुश किस्मत लोगो को ही मिलते है
क्यूँ के अक्सर वक़्त पे समझ नहीं आता और समझ आने तक वक़्त नहीं बचता
jis tarah ghadi ki suwi aage piche karne se waqt nahi badalta
isi tarah insaan gardan uchhii nichhii karne se
insaan ki aukaat mein koi fark nahi padhta
जिस तरह घडी की सुवी आगे पीछे करने से वक़्त नहीं बदलता
इसी तरह इंसान गर्दन उछी नीची करने से
इंसान की औकात में कोई फर्क नहीं पड़ ता

qakar na karo to cheen jata hai
phir chahe wo tizq ho ya muhabbat
क़दर न करो तो चीन जाता है
फिर चाहे वो रिज्क हो या मुहब्बत
pittal ki paliyon mein beti ko bida kar diya
aur paab kaam karta tha sone ki kaan mein
पित्तल की बलियुं में बेटी की बिदा कर दिया
और पाब काम करता है था सोने की कान में
pagal pan ki saari lakhiren mere haath mein Q
jis ko chaho mein hi chaho mein chaho Q
पागल पण की सारी लाखिरें मेरे हाथ में क्यू
जिस को चाहो में ही चाहो में में ही चाहो क्यू