Hindi Shayari, Shayari In Hindi, New Hindi Shayari, Latest Hindi Shayari, Top Hindi Shayari, Best Hindi Shayari, Hindi Shayari Pic

mein sirf do log se piyaar karta hun
ek to meri maa se jisne mujhe janm diya
dusri ye pagli jisne mere liye janm liya
में सिर्फ दो लोगो से पियार करता हूँ
एक तो मेरी माँ जिसने मुझे जन्म दिया
दूसरी ये पगली जिसने मेरे लिए जन्म लिया

holi mein is baat ka mujhe hamesha se ye malaal hota hai
ki mere haath aur tere gaal ke bich kambakhat gulaal hota hai
होली में इस बात का का मुझे हमेशा से ये मलाल होता है
कि मेरे हाथ और तेरे गाल के बिच कम्बखत गुलाल होता है

kon jeety ga un ki baton se
jinki aankhen kalam karti hai
कोन जीते गा उन से बातों में
जिन कि आँखें कलम करती है
bohut din reh liye is jism mein ab yeh irada hai
yeh ghar khali karon or is shehar ko veeran kr jayen
बोहुत दिन रह लिए इस जिस्म में अब यह इरादा है
यह घर खली करों और इस शहर को वीरान कर जाओ
fasle jism ko door le jaate hai
par dilon k saher to ujadhte nahi hai
aankhon se aankhon ka rishta toot jaye bhi to
saath dekhen huwe khuwab to mithte nahi
फासले दिलों को दूर ले जाते है
पर दिलों के सहर उजड़ते नहीं
आँखों से आँखों का रिश्ता टूट जाए भी तो
साथ देखेँ हुवे खुवाब तो मिटते नहीं
mohabbat mein shiddat mayne nahi rakhti
mohabbat mein izzat mayne rakhti hai
मोहब्बत में शिद्दत मायने नहीं रखती
मोहब्बत में इज्ज़त मायने रखती है
jab dard had se jayda gujar jaata hai to
insaan rota nahi hai bus khamosh ho jaata hai
जब दरद हद से ज्यादा गुजर जाता है तो
इंसान रोता नहीं है बस खामोश हो जाता है
humne socha tha batayenge apna dukh dard
par tumne to itna bhi na pucha ki khamosh Q ho
हमने सोचा था बतायेंगे अपन दुःख दरद
अपर तुमने इतना भी न पुछा की खामोश कियं हों
bohut bolne wale jab achnak khamosh ho jaye
to unki khamoshi se sakun nahi khuaf aata hai
बहुत बोलने वालो जब अचानकखामोश हो जाये
तो उनकी ख़ामोशी से सुकून नहीं खौफ आता है