Jazbaat Shayari, जज़्बात शायरी, Jazbaat Shayari Photo, Jazbaat Shayari Image, Mere Jazbaat shayari, Jazbaat shayari pic, Jazbaat shayari hindi

dusman banane ke liye ladai karna zaruri nahi hai
itna hi kaafi hai aap thuda kamiyaab ho jao
phir dekhiye dumani ki khayraat kaise milti hai
दुसमन बनाने के लिए लड़ाई करना ज़रूरी नहीं है
इतना काफी है के आप थुदा कामियाब हो जाओ
फिर देखिये दुश्मनी की खायरात कैसे मिलती है

mujhe logo koo padhna nahi aata
magar un par eytbaar kar ke
ek sabak zarur mil jata hai
मुझे लोगो को पढ़ना नहीं आता मगर
उन पर ऐतबार करके
एक सबक ज़रूर मिल जाता है

ek nafrat hi hai jise duniya chnd lamho mein jaan leti hai
wana chahat ka yakeen dilane mein to zindagi beet jaati hai
एक नफरत ही है जिसे दुनिया चंद लम्हों में जान लेती है
वरना चाहत का यकीन दिलाने में तो ज़िन्दगी बीत जाती है

jis nagar mein jao kisse hai kambakhat dil ke
koi le k ro raha hai koi de kar ro raha hai
जिस नगर में जाओ किस्से है कम्बखत दिल के
कोई ले कर रो रहा है कोई दे कर रो रहा है
baap ki aankh se girne wala ek aansu
aap ko tamaam umr rola sakta hai
isliye unki izzat ki ziye
बाप की आँख से गिरने वाला एक आंसू
आप को तमाम उम्र रुला सकता है
इसलिए उनकी इज्ज़त करो
fareb dete hai magar piyaar dukha kar kuch log
kyun ke wo jante hai ke
nafrat to pal bhar mein pahechan li jaati hai
फरेब देते है मगर प्यार दुखा कर कुछ लोग
क्यू के वो जानते है के
नफरत तो पल भर में पहेचन ली जाती है
bus tumhein na sochu to bach sakta hun
tabiyat ne aakhiri dawaa haath zodh kar batai hai
बस तुम्हें न सोचु तो बच सकता हूँ
तबियत ने आख्रिरी दवा हाथ जोड़ कर बताई है
badalon se kahe do ki zara soch samjh kar barse
agar mujhe unki yaad aa gayi to muqabla barabari ka hoga
बादलों से कहे दो जरा सोच समझ कर बरसे
अगर मुझे उनकी याद आ गयी तो बराबरी का होगा
agar chahte ho ke tumhara naam baaki rahe
to apne bacchon ko acchi nasihat sikhakao
अगर तुम चाहते हो के तुम्हारा नाम बाकी रहे
तो अपने बच्चों को अच्छी नसीहत सिखाओ
ye dukh nahi ke mujh se nighaa badal liye
gum ye hai ke jeena seekh gaye wo mere bigair
ये दुःख नहीं के मुझे से निगहा बदल लिए
गम ये है के जीना सीख गए वो मेरे बिगैर