Jumma Mubarak, Jumma Mubarak photo, Jumma Mubarak image, Jumma Mubarak pic, Jumma Mubarak hindi, in hindi Jumma Mubarak, Jumma Mubarak wallpepar

aye khuda…….
bus yahi gujarish hai tum se
dhan barse ya na barse par
roti ya piyaar ki koi na tarse
ए खुदा…….
बस यही गुजारिश है तुम से
धन बरसे या न बरसे पर
रोटी या प्यार को कोई न तरसे

ASSALAM WALAIKUM
har kisi k liye dua kiya karo
kiya pata kisi ki qismat
tumhari dua ka intezaar kar rahi ho
JUMMA MUBARAK
अस्सलाम वालेकुम
हर किसी के लिए दुआ किया करो
किया पता किसी की किस्मत
तुम्हारी दुआ का इंतज़ार कर रही हो
जुम्मा मुबारक

aaj toh meri haq mein kar dena duaa
suna hai yeh din bohut qaboolyaat ka hota hai
आज तो मेरी हक में कर देना दुआ
सुना है यह बोहुत क़बूल्यात का होता है

sari tareefein us khuda ke liye hai jo bonle
wale ka kalam ko sunnta hai aur khamoosh
rehne wale ke dil ki baat janta hai
साडी तारीफ़ें ऊस खुदा के लिए है जो बोलने
वाले का कलाम को सुन्नता है खामूश
रहने वाले के दिल की बात जनता है

kaash un ko bhi yaad aaoun mein
jumma ki duaaon mein
jo aksar mujhse kehte hai
duaaon mein yaad rakhna
काश उन को भी याद आऊं में जुम्मा की दुआओं में
जो अक्सर मुझसे कहते है दुआओं में याद रखना

jo kismat mein na ho
woh rone se nahi milta
magar duaa se mil jata hai
जो किस्मत में न हो
वोह रोने से नहीं मिलता
मगर दुआ से मिल जाता है
dilon ke jhukne se hote hai aabad ghar khuda ke
sirf sajdon se nahi sajti veeran masjiden kabhi
दिलों के झूकने से होते है आबाद घर खुदा के
सिर्फ सजदों से नहीं सजती वीरान मस्जोदें कभी
ya allha aaj juma ki namaz ke baad jitne bhi
haath teri baargaah mein duaa ke liye uhte hai
sab ki duaa qubul farma
या अल्लह आज जुमा की नमाज़ के बाद जितने भी
हाथ तेरी बारगाह में दुआ के लिये उठे है
सब की दुवा कुबूल फरमा
jab rab raazi hone lagta hai to
bande ko apne ayebon ka pata
chalne shuroo ho jata hai
aur ye uski rehmat ki paheli nishani hoti hai
जब रन राज़ी होने लगता है तो
बंदे को अपने ऐबों का पता चलना शुरू हु जाता है
और ये इसकी रहमत की पहेली निशानी है
chaar cheezo ko khoob sambhaal k rakho
namaz mein dil ko
tanhai mein soch ko
mehfil mein zubaan ko
rastey mein nighar ko
चार चीजों को खूब संभाल के रखो
नमाज़ में दिल को
तन्हाई में सोच को
महफ़िल में जुबां को
रास्ते में निघा को