Shayari Sangrah, Shayari Sangrah photo, Shayari Sangrah image, Shayari Sangrah pic, Shayari Sangrah sms, Shayari Sangrah hindi

yun to sadmo mein bhi hans leta tha mein
aaj kyu bewajah rone laga hun mein
barson se hatheliyan khali hi rahi meri
phir aaj kyu lagaa sab khone laga hun mein
यूँ तो सदमो में भी हंस लेता था में
आज क्यों बेवजह रोने लगा हूँ में
बरसों से हथेलियाँ खली ही रही मेरी
फिर आज क्यों लगा सब खोने लगा हूँ में

mein uska hun wo is ehsaas se inkaar karti hai
bhari mahefil mein bhi rushwa mujhe har baar karti hai
yaki hai saari duniya ko khafa hai mujh se wo lekin
mujhe maloom hai phir bhi mujh se piyaar karta hai
में उसका हूँ वो इस एहसास से इनकार करती है
भरी महेफिल में भी रुशवा मुझे हर बार करती है
यकीं है सारी दुनिया को खफा है मुझ से वो लेकिन
मुझे मालूम है फिर भी मुझी से प्यार करता है

wo kahte hai ki agar neseeb hoga mera to hum
unhe jarur payenge
hum puchte hai unse agar hum badnaseeb
huwe to unke bina kaise ji payenge
वो कह्ते है की अगर नसीब होगा मेरा
तो हम उन्हें जरुर पायेंगे
हम पूछते है उनसे अगर हम बदनसीब हुए तो
उनके बिना कैसे जी पायेंगे

ab koi khaas fark nahi padta khuwahishe adhuri rahne par
Q ki humne buhut kareeb se dekha hai apne azeez sapno ko tootte dekha hai
अब कोई खास फर्क नहीं पड़ता ख्वाहिशे अघुरी रहने पर
क्यू की हमने बहुत करीब से देखा अहि अपने आजीज सपनों को तुटते हुए

honthon ki hansi ko na samajh haqeekat ezindagi
dil mein uthar ke dekh hum kitne toote hue hain
होंठों की हंसी को न समझा हकीकत e ज़िन्दगी
दिल में उठा के देख हम कितने टूटे हुए हैं

zubaan khamosh aankhon mein nami hogi
yahi bas meri ek dastan-e-zindagi hogi
bharne ko toh har zakham bhar jayega
kaise bharegi wo jagah jaha teri kami hogi
जुबां खामोश आखों में नमी होगी
यही बस मेरी एक दास्ताँ-ए- ज़िन्दगी होगी
भरने को तोह हर ज़ख़्म भर जायेगा
कैसे भारेगी वो जगह तेरी कमी होगी

hamari khamoshi hamari aahat hai
hamari aankhen hamari chahat hai
hamari zindagi agar khubsurat hai
to uski wajha bus aapki muskurahat hai
हमारी ख़ामोशी हमारी आहट है
हमारी आँखें हमारी चाहत है
हमारी ज़िन्दगी अगर खुबसूरत है
तो उसकी वजह बस आपकी आपकी मुस्कराहट है

tamanna jo puri ho khunwaabon mein
hakikat ban jaye to kiya baat hai
kuch log matlab ke liye doondte hai mujhe
bin matlab ke koi aaye to kiya baat hai
तमन्ना जो पूरी हो खुवाबों में
हकीकत बन जाये तो किया बात है
कुछ लोग मतलब के लिए ढूंढते है मुझे
बिन मतलब के कोई आये तो किया बात है

chnd saasen bachi hai aakhiri baar didaar de do
jhuta hi sahi ek baar magar tum piyaar de do
diwanigi wiraan thi aur maut bhi gumnaam na ho
mujhe gale laga lo phir maut mujhe hajar de do
चंद साँसों बची है आखिरी बार दीदार दे दो
झुटा ही सही एक बार मगर तुम प्यार दे दो
ज़िन्दगी वीरान थे और मौत भी गुमनाम ना हो
मुझे गले लगा लो फिर मौत हजार दे दो

kahte hai hathon ki lakhiren adhuri ho to
kismat mein mohabbat nahi hoti
par sach to ye hai ki hathon mein hi koi piyaara haath
to lakhiron ki bhi zarurat nahi hoti