Silent Shayari, Silent Shayari photo, Silent Shayari image,Silent Shayari pic, Silent Shayari
wallpepar, Silent Shayari hindi

ye teri halki si nafrat aur thoda sa ishq
ye to bata ye maza-ay-ishq hai
ye sajaye -ay-ishq
ये तेरी हक्ली सी नफरत और थोड़ा सा इश्क
ये तो बता ये मज़ा -ए -इश्क है
या सज़ा-ए-इश्क

mohabbat ki misaal mein bus itna hi kahunga
bemisaal saza hai kisi begunaah ke liye
मुहब्बत की मिसला में बस इतना ही कहूँगा
बेमिसाल सजा है किसी बेगुनाह के लिए

jab se dekha hai teri aankhon mein jhank kar
koi bhi aayina accha nahi lagta
teri mohabbat mein aise huwe hai diwane
tumhe koi aur dekhe accha nahi lagta
जब से देखा है तेरी आँखों में झांक कर कोई भी आईना अच्छा नहीं लगता
तेरी मोहब्बत में ऐसे हुए है दीवाने
तुम्हे कोई और देखेँ अच्छा नहीं लगता

waqt aur kismat par kabhi ghamand na kro
subha unki bhi hoti hai jinhe koi yaad nahi karta
वक़्त और किस्मत पर कभी घमंड ना करो
सुबह उबकी भी होती है जिन्हें कोई याद नहीं करता

khuda jaane koun sa gunaah kar baithe hai hum
ki tamannaon wali umr mein tajurben mil rahe hai
खुदा जाने कौन सा गुनाह कर बैठे है हम
की तमनाओं वाली उम्र में तजुर्बें मिल रहे है
honton pe itni piyaas na rakha kar
khuwahishon ko be-libaas na rakha kar
mein jo hun tumhara bujh uthane k liye
khud ko meri jaan itna udaas na rakha kar
होंठों पे इतनी प्यास न रखा कर
ख्वाहिशों को बे- लिबास न रखा कर
में जो हूँ तुम्हारा बोझ उठाने के लिए
खुद को मेरी जान इतना उदास न रखा कर
kise sunaye apne gum ki chand panno ke kisse
yahan to har shaks bhari kitaab liye bhitha hai
किसे सुनाये अपने गम की चन्द पन्नो के किस्से
यहाँ तो हर शख्स भरी किताब लिए बैठा है
bade shauk se banaya tumne mere dil mein apna ghar
jab rahene ki baari aayi to tumne thikana badal diya
बड़े शौक से बनाया तुमने मेरे दिल में अपना घर
जब रहने की बारी आई तो तुमने ठिकाना बदल दिया
us jagha pe hamesha khamosh rahena
jahan do qaudi ke log apni haisiyat ka gun gaate hai
उस जगह पे हमेशा खामोश रहेना
जहाँ दो कौड़ी के लोग अपनी हैसियत के गुण गाते हैं
tabhi tak puche jao ge jab tak kaam aao ge
cheeragon ke jalte hi bujha di jaati hai teeliyan
तभी तक पूछे जाओगे जब तक काम आओगे
चीरागों के जातले ही बुझा दी जाती है तीलियाँ