Takleef Shayari, तकलीफ शायरी, Takleef Shayari photo, Takleef Shayari image,Takleef Shayari hindi, Takleef Shayari sms, Takleef Shayari pic, Takleef Shayari True, Takleef Shayari in hindi

hamesha zindagi is tarah bashar karo ke dekhne
wale tumhare dard par afsoos ki bajaye
tumhare sabr par shak kare
हमेशा ज़िन्दगी इस तरह बशर करो के देखने वाले
तुम्हारे दर्द पर अफ़सोस की बजाए
तुम्हारे सब्र पर शक करे
aap ji ke saath jitna makhlus honge
wo aap ko itna hi zor daar thappadh maare ga
ke aap ki mukhlasi bhi hairaan rah jaye gi
आप जी के साथ जितना मख्लुस होंगे
वो आप को इतना हो जोर दार थप्पड़ मारे गा
के आप की मख्लुसी भी हैरान रह जाये गी
ghar ki is baar mukammal mein talashi lungga
gum chupa kar mere maa baap kahan rakhte the
घर की इस बार मुकम्मल में तसशी लूंगा गा
गम छुपा कर मेरे माँ बाप कहाँ रखते थे
kabhi kabhi to ghutan itni bad jaati hai ke
dil chahta hai kisi aysi jagha ja kar saans liya jaye
jahan kisi insaan ka naam wo nisaah na ho
कभी कभी तो घुटन इतनी बड जाती है के
दिल चाहता है किसी ऐसी जगह का कर सांस लिया जाये
जहाँ किसी इंसान का नाम वो निशा ना हो
jahilon ka tarika ye hai ke jab in ki dalil muqable ke
aage nahi chalti to wo ladna shuru kar dete hai
जाहिलों का तरीका ये है के जब इन की दलील मुकाबले के
आगे नहीं चलती तो वो लड़ना शरू कर देते है
faraz jab bhi hamari taarikh likhen
to alfaaz jaye na karna
bus itna likh de ghar jal raha tha
aur log kaafir kaafir khel rahe the
फ़राज़ जब भी हमारी तारीख लिखें
तो अलफ़ाज़ जाये ना करना
बस इतना लिख दे घर जल रहा था
और लोग काफ़िर काफिर खेल रहे थे
neend aur amut mein kiya fark hai
kisi ne kiya khub jawab diya hai
neend aaghi maut hai
aur maut mukammal neend hai
नींद और मौत में किया फर्क है
किसी ने किया खूब जवाब दिया है
नींद आधी मौत है
और मौत मुकम्मल नींद है
hamesh apne khalik se mango jo de to rahmat
na de to hikmat
makhlos se mat mango jo de to
ehsaan na de to samindigi
हमेशा अपने खालिक से मांगों जो दे तो रहमत
न दे तो हिकमत
मख्लोस से मत मांगों जो दे तो एहसान ना दे तो समिन्दिगी
baat sirf itni si hai zindagi ki rahon mein
saath chalne walon ko humsafar nahi kahte
बात सिर्फ इतनी सी है ज़िन्दगी की रहन में
साथ चलने वालों को हमसफ़र नहीं कह्ते
khud pe biti to rote kyun ho sisak ke
wo jo humne kiya tha kiya wo ishq nahi tha
खुद पे बीती तो रीते क्यू हो सिसक के
वो जो हमने किया था किया वो इश्क नहीं था