Tute Dil Ki Shayari, टूटे दिल की शायरी, Tute Dil Ki Shayari photo, Tute Dil Ki Shayari image, Tute Dil Ki Shayari hindi, Tute Dil Ki Shayari pic, Tute Dil Ki Shayari in hindi, Latest Tute Dil Ki Shayari, Tute Dil Ki Shayari sms, New Tute Dil Ki Shayari, Tute Dil Ki Shayari
jab dil tootta hai to har koi kehta hai koi baat nahi
tumhein isse acchi mil jaye gi
par koi ye nahi samjhta ke zarurat acche ki nahi hoti
is ki hoti hai jisse mohabbat ho
जब दिल टूटता है तो हर कोई कहता है कोई बात नहीं
तुम्हें इससे अच्छी मिल जाएगी
पर कोई ये नहीं समझता के ज़रूरत अच्छे की नहीं होती
इस की होती है जिससे मोहब्बत हो
kuch sawalon ke jawab waqt deta hai
aur jab waqt deta hai to wo lajawab hota hai
कुछ सवालों के जवाब वक़्त देता है
और जब वक़्त देता है वो लाजवाब होता है
zindagi ki rang much mein apna kirdaar itni seetdat se nibhao
ki parda girne ke baad bhi taliyan bachti rahe
ज़िन्दगी की रंग मच में अपना किरदार इतनी सित्दत से निभाओ
की पर्दा गिरने के बार भी तालियाँ बझ्ती रहें
aye farishton takalluf na karo Lihkne ka ab
logo ko yaad hai sab khataye ek dusre ki
ए फरिश्तों तकल्लुफ न करो लिखने का अब
लोगो को याद है सब खताएं एक दुसरे की
jin ko nahi sunna hota un tak cheekh pukaar bhi nahi pahuchti
aur jo sunne wale hai wo to khamoshiyan bhi sun lete hai
जिनको नहीं सुनना होता उन तक चीख पुकार भी नहीं पहुंचती
और जो सुनने वाले है वो तो खामोशियाँ भी सुन लेते है
kuch batein zabaan tak nahi aatein
aur kuch kaan sun nahi paate
aur hakikat mein wahi baatein
bahut aeham hoti hai jo hum sun nahi paate
कुछ बातें ज़बान तक नहीं आतें
और कुछ कान सुन नहीं पाते
और हकीकत में वही बातें बहुत एहम होती है
जो हम सुन नही पाते
abhi tak yaad kar rahe hu pagal hu tum kasam se
us ne tere baad bhi hajaron ko bhula diya
अभी तक याद कर रहे हु पागल हु तुम कसम से
उसने तेरे बाद भी हजारों को भुला दिया
samaan baandh liya hai maine ab batao galib
kaha rahte hai wo log jo kahi ke nahi rehte
सामान बाँध किया है मैंने अब बताओ ग़ालिब
कहा रहते है वो जो लोग जो कही के नहीं रहेते

chhuda kar haath narmi se yahi kehti hai mujh ko
abhi tak gair marhum hun tumhari kuch nahi lagti
चुडा कर हाथ नरमी से यही कहती है मुझ को
अभी तक गैर मरहूम हूँ तुम्हारी कुछ नहीं लगती
bohut der lagi lekin ye jaan gaya
zarurat hoti hai sab ko zarurat ki had tak
बहुत देर लगी लेकिन ये जान गया
ज़रूरत होती है सब को ज़रूरत कि हद तक